Hindi Shayari Dil Se

Hindi Shayari Pictures, Love Shayari, Romantic Shayari, Pyar Shayari, Mohabbat Shayari, Dosti Shayari, Sad Shayari, Dardbhari Shayari, Bewafai, Tanhai, Judai, Yaadein Shayari, Suvichar ShayariTere khyaal mein hum har gum bhul gaye, Yaad rahe sirf tum, har sitam bhul gaye…

Hindi Love Shayari Images
Tere khyaal mein hum har gum bhul gaye
Yaad rahe sirf tum, har sitam bhul gaye
Sau baatein thi yun to tumse karne waali
Maaf karna lekin e saman hum bhul gaye
Tumne puchha to keh diya achha hoon
Kyon hein yeh aankhein num bhul gaye
Yakeen e zindgi hai tumse milkar humko
Baaki sab ranjishein aur weham bhul gaye

Hindi Shayari Dil Se © 2015