Hindi Shayari Dil Se

Hindi Shayari Pictures, Love Shayari, Romantic Shayari, Pyar Shayari, Mohabbat Shayari, Dosti Shayari, Sad Shayari, Dardbhari Shayari, Bewafai, Tanhai, Judai, Yaadein Shayari, Suvichar ShayariHeart Touching Sad Shayari, Mohabbat Shayari on Images, Hindi Shayari on Pictures

Heart Touching Sad Shayari, Mohabbat Shayari on Images, Hindi Shayari on Pictures
Heart Touching Sad Shayari, Mohabbat Shayari on Images, Hindi Shayari on Pictures :
Jis Ko Tum Chaaho Wo Mohabbat
Jo Tumhein Chaahe Us Ka Kya..?

Jis K Liye Tum Roye Wo Mohabbat
Jo Tumare Liye Roye Uska Kya..?


Jis K Liye Tum Tarpe Wo Mohabbat
Jo Tumhare Liye Tarpa Uska Kya..?

Jis Ko Tumne Chaaha Wo Tumko Mile
Aur Jis Ko Tum Na Mile Uska Kya..?Hindi Shayari Dil Se © 2015