गुलज़ार शायरी हिंदी में
दिन कुछ ऐसे गुज़ारता है कोई
जैसे एहसाँ उतारता है कोई
======================
गुलज़ार शायरी हिंदी में
ये रोटियाँ हैं ये सिक्के हैं और दाएरे हैं
ये एक दूजे को दिन भर पकड़ते रहते हैं
======================
(more…)गुलज़ार शायरी हिंदी में
दिन कुछ ऐसे गुज़ारता है कोई
जैसे एहसाँ उतारता है कोई
======================
गुलज़ार शायरी हिंदी में
ये रोटियाँ हैं ये सिक्के हैं और दाएरे हैं
ये एक दूजे को दिन भर पकड़ते रहते हैं
======================
(more…)Ab Kon Se Mausam Se Koi Aas Lagaye
Barsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aye..
=-=-=-=-=
Mera Shahar To Baarishon Ka Ghar Thehra
Yahan Ki Aankh Ho Ya Dil, Bahot Barasti Hain
=-=-=-=-=
Kabhi Ji Bhar Ke Barasna, Kabhi Bond Bond Ke Liye Tarasna,
Ay Barish Teri Aadatein Mere Yaar Jesi Hain…!
Sawan Shayari In Hindi When Missing Someone – सावन शायरी किसी को याद करते हुए
=-=-=-=-=
Kabhi Shokh Hein
Kabhi Gum Si Hein.. Ye Baarishen Bhi.. Tum Si Hein.
=-=-=-=-=
Rim jhim rim jhim baras rahi hai,
Yaad tumhaari qatraa – qatraa
=-=-=-=-=
Mujhe maar hi na dale in badlon ki sazish,
Ye jb se baras rahe hain tum yaad aa rhe ho.
=-=-=-=-=
Is barish k mausam me ajeeb si kashish h
Na chahte hue bhi koi shidat se yaad aata hai.
=-=-=-=-=
Is dafa tow barishain rukti hi nahin Faraz !
Hum ne kya aansu piye k saray mausam ro paray!
=-=-=-=-=
Main Tere hijar Ki Barsaat Main Kab Tak Bheegon …!!
Aise Mosam Main To Deewarain Bhi Gir Jati Hain…!!!!
=-=-=-=-=
Khyalon mein wahi, sapno mein wahi,
Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,
Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.
=-=-=-=-=
Top 50 Best Barsaat Shayari For Lovers, GF, BF & Couple – Romantic Sad Barish Sawan Mausam Hindi Poetry Collection
Ishq wale ankhon ki baat samajh lete hain,
Sapno mein mil jaye to mulaqat samajh lete hain.
Rota to asman bhi hain apne Bichde pyar ke liye,
Par log use barsat samajh lete hain.
=-=-=-=-=
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay
Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay
Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye
Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay
=-=-=-=-=
Agar Bhigne Ka Itna Hi Shaukh Hai Baarish Me,
To Dekho Meri Aankho Me,
Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti Hai,
Lekin Ye Aankhe Sirf Tumhare Liye Barasti Hai..
=-=-=-=-=
Aaj Halki Halki Baarish Hay,
Aaj Sard Hawa Ka Raqs Bhi Hay,
Aaj Phool Bhi Nikhray Nikhray Hain,
Aaj Un Main Tumhara Aks Bhi Hay
=-=-=-=-=
Aye barish zara tham ke baras,
Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki woh ja na sake.
=-=-=-=-=
Top 50 Best Barsaat Shayari For Lovers, GF, BF & Couple – Romantic Sad Barish Sawan Mausam Hindi Poetry Collection
Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai,
Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai.
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,
Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.
=-=-=-=-=
Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai
Kuch Nasha To Dheemi Barsaat Ka Hai
Humein Aap Yun Hi Sharabi Na Kahiye
Is Dil Par Asar To Aap Se Mulakat Ka Hai.
=-=-=-=-=
Tumhe pehli barish psnd hai or mujhe barish me tum
Tumhe hsna pasand hai mujhe hstey huye tum,
Tumhe humse bat krna psnd h, mujhe bolte hue tum
Tumhe sab kuchh pasand hain or mujhe bas tum…
=-=-=-=-=
Mausam tha beqarar tumhein sochate rahe
Kul raat bar bar tumhein sochate rahe
Baarish hui to lag kar ghar ke dareeche se hum
Chup chap beqarar tumhein sochate rahe.
=-=-=-=-=
Barish Ke Paani Ko Apne Haathon Mein Samet Lo.
Jitna Aap Samet Paaye Utna Aap Humein Chahte Hai
Aur Jitna Na Samet Paye Utna Hum Aap Ko Chahte Hai.
=-=-=-=-=
Top 50 Best Barsaat Shayari For Lovers, GF, BF & Couple – Romantic Sad Barish Sawan Mausam Hindi Poetry Collection
Ek Raat Hui Barsaat Bahut
Main Roya Saari Raat Bahut
Har Gham Tha Zamaane Ka Lekin
Main Tanha Tha Us Raat Bahut
Phir Aankh Se Ek Saawan Barsa
Jab Sehar Hui To Khyal Aaya
Woh Baadal Kitna Tanha Tha
Jo Barsa Saari Raat Bahut
=-=-=-=-=
Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai,
pyaas bujhti bhi nahi barsaat guzar jate hai,
apni yadoon se kahoo yun na aaya karain
neend aati bhi nahi raat guzar jati hai…!!!
=-=-=-=-=
Baarish Ki Bondon Mein Jhalakti Hai Us Ki Tasveer
Aaj Phir Bheeg Bethe Usse Pane Ki Chahat Mein
=-=-=-=-=
Rehne Do Ab Ke Tum Bhi Mujhey Parh Na Sako Ge
Barsaat Mein Kaaghaz Ki Tarah Bheeg Gaya Hon
=-=-=-=-=
Baarishain ho hi jaati hain mere shaher mein
Faraz
Kabhi badalon se to kabhi aankho se….!!
=-=-=-=-=
Maza Barsat Ka Chaho To In Aankhon Mein Aa Baitho
Wo Barson Mein Kabhi Barsen, Yeh Barson Se Barasti Hain
=-=-=-=-=
Bad-Naseebi Ka Main Qaa’il To Nahin Hoon, Lekin
Main Ne Barsaat Mein Jalte Hue Ghar Dekhe Hain
=-=-=-=-=
Mere Hisse Ki Zameen Banjar Thi, Main Waaqif Na Thaa
Be-Sabab Ilzaam Main Detaa Rahaa Barsaat Ko
=-=-=-=-=
Barsaat Mein Deewaar-O-Dar Ki Saari Tehreeren Mitin
Mitata Nahin Dhoyaa Bahut Taqdeer Ka Likha Huwaa
=-=-=-=-=
Barish!
Too Na aaya Ker
Kay Tere Aanay Say
Aur Janay Kay baad Bhi
Koi
Buhat Dair Tak udass rahtaa Hay!!!!
=-=-=-=-=
Ye husn-e mosam, ye barish, ye hawayein,
Lgta hai mohabbat ne aaj kisi ka sath diya hai
=-=-=-=-=
Rota Aasman, Mayoos Parinde or Teri Yadon Ke Silsily,
Uff! Ye Barish Kabhi Tanha Kyun Nahi Aati…!
=-=-=-=-=
Theharta Ek Bhi Manzar Nahi Veeran Ankho Mein,
Humare Shehar Se Badal Bhi Bin Barse Nikalta Hai…
=-=-=-=-=
Kai Rog Dey Gai Hai Naye Mausmon Ki Barish
Mujhay Yaad Aa Rahay Hain Mujhay Bhool Janay Walay.
=-=-=-=-=
In barishon se adab-e-mohobbat seekho faraz,
Agar yeh ruth bhi jayein to barasti bohot hain.
=-=-=-=-=
Kash meri zindegi mein aaye ek aisi barsaat
Mere hath mein ho tera hath
Bheegte rahein hum saari raat
Honth rahe khamosh
Bas aankhon se ho teri meri baat
=-=-=-=-=
Ab ke sawan main paani barsa bohat
Paani ki har boond main woh aaye yaad bohat
Is suhaane mausam main saath nahi tha koi
Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bohat
=-=-=-=-=
Aaj phir teri yaad aayi barish ko dekh kar
Dil pe zor na raha apni bebasi ko dekh kar
Roye is qadar teri yaad me
Kay barish bi thum gai meri Ashqo ki barish dekh kar
=-=-=-=-=
Barsat Ki Bheegi Raaton Mein Phir Koi Suhaani Yaad Aayi,
Kuchh Apna Zamaana Yaad Aaya Kuchh Unki Jawaani Yaad Aayi,
Hum Bhool Chuke They Jisne Hamein Duniya Mein Akela Chhor Diya,
Jab Ghaur Kiya To Ek Soorat Jaani Pehchaani Yaad Aayi
=-=-=-=-=
Chandni Se Chamakti Is Raat Main,
Ek Khushboo Si Hai Har Baat Main,
Paas Aake Bhi Kyon Hain Duriya,
Koi Pyasa Hai Kyon Barsat Main.
=-=-=-=-=
Saawan aaya’
Baadal chhaye’
Bulbul chehki’
Phool khiley,
.
.
Tum he nahi jab Barsaaton mein,
Aag lagay Barsaton ko …
=-=-=-=-=
Kisne bheege hue baalon se ye jhatkaa pani,
Jhoom ke aayi ghata toot ke barasa pani.
Koi matawali ghata peeke jawani ki umang,
Dil baha le gaya barsat ka pehala pani.
=-=-=-=-=
Aaj barish me tumhare sang nahana hai,
Sapna ye mera kitna suhana hai,
Barish ke katre jo tere honthon pe gire,
Un katron ko apne honton se uthana hai.
=-=-=-=-=
Kahin Barish Baras Jaaye
Kahin Darya Taras Jaaye
Kahin Aa Kar Ghata Theray
Tumhare Or Mere Darmiyaa
Aaa Kar KHUDA Therey..
Tou ………!!!
Uss Lamhay Mere Jivan Main..
Tum KHUDA Ke Baad Aatey Ho..
Mujey Tum Yaad Aatey Ho
=-=-=-=-=
Jab Gulab Kahin Pe Khilta Hai,
Jab Mausam Rang Badalta Hai,
Jab Badal Khoob Barasta Hai,
Jab Hawa Se Khushbu Aati Hai,
Jab Chandni Bhi Sharmati Hai,
Tab Yaad Tumhari Aati Hai.. !!
=-=-=-=-=
Aadat Uski Thi Bus Mujhe Jalane Wale
Baat Ki Hans Ke Mgr Dil Ko Dukhane Wali
Ajkal Wo Mujhe Kuch Badla Howa Lgta Hy
Ho Gain Uski Nighein Bhi Zamane Wali
Hum Ne Ikhlas Ka Daman Nhi Chhora Ab Tk
Haye Uski Tu Muhabbat Hy Rulane Wali
Main Ne Samjha Tha Guzar Jaye Ga Mausam Lekin
Rut – E – Barsat Bi Nikli Tu Satane Wali
Tumhare Waste Ab Koi Nhi Hy WASI
Khud Se Batein Na Karo Dil Ko Behlane Wali…
=-=-=-=-=
Kal halki halki barish thi,
Kal sard hawa ka raqs bhi tha.
Kal phool bhi nikhre nikhre the
Kal un pe aap ka aks bhi tha..
Kal badal kaley gehre the,
Kal chand pay lakhon pahre the
Kuch tukray aap ki yaad ke,
Bari der se dil me thehre the..
Kal yaadein uljhi uljhi thi,
Aur kal tak yeh na suljhi thi..
Kal yaad bohut tum aye the,
Kal yaad bohut tum aye the..
=-=-=-=-=
Gham ki baarish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi,
Tu ne mujh ko kho diya, main ne tujhe khoya nahi.
Neend ka halka gulaabi sa khumaar ankhon mein tha,
Yun laga jaise woh shab ko der tak soya nahi tha.
=-=-=-=-=
Yeh barishein bhi tum si hain,
Jo baras gayi to bahar hain,
Jo thehar gayi to qarar hain,
Kabhie aa gayi yun hi besabab,
Kabhie chha gayi yun hi Roz o Shab
Kabhie shor hain, Kabhie chup si hain,
Kissi Yaad mayn kissi Raat ko,
Yeh barishein bhi tum si hain,
Ek dabi hui si raakh ko,
Kabhie yun huwa ka bujha dia,
Kabhie khud se khud ko jala dia,
Kahin boond boond mein gum si hain.
Yeh barishein bhi tum si hain
=-=-=-=-=
Yaadein jaag jati hain,
Barishon ke mausam mein.
Har ghari satati hain
Barishon ke mausam mein.
Shaam bhi kisi surat,
Chain se nahin kat-ti
Subahein bhi satati hain
Barishon ke mausam mein.
Zehen ke jharokhe mein
Jab koi sada ubhre.
Aankhein bheeg jati hain
Barishon ke mausam mein.
Post Updated On 22nd July, 2022
Eik Main Hoon Kay Lehroon Ki Tarhan Chain Nahi Hai,
Aik Woh Hai K Khamosh Samandar Ki Tarhan Hai:(
=-=-=-=-=
Aur Bhi Kar Deta Hai Dard Main Izafa,
Tery Hoty Huay Ghairo’N Ka Dilasa Dena .
=-=-=-=-=
Tapak Partay Hain Aansoo Jab Tumhari Yaad Aati Hai,
Ye Wo Barsaat Hai Jis Ka Koi Mosam Nahi Hota
=-=-=-=-=
Us Ne Mere Zhakhmo Ka U Kiya Ilaj
Marham Bhi Lagaya To Kaanto Ki Nok Se
=-=-=-=-=
Jo Tum Bolo Bikhar Jayein, Jo Tum Chaho Sanwar Jayein
Magar Yoon Tootna Jurnaa Buhat Takleef Deta Hai
=-=-=-=-=
Bari Tabdeeliyaan Laai Hain Apne Aap Main Likin
Tumhain Bas Yaad Krne Ki Wo Adat Ab Bhi Baqi Hai
=-=-=-=-=
Uski Awaz Sun Lou’N Tu Mil Jata Hy Soko’N Dill Ko.
Dekho Tu Sahi Merey Dard Ka Elaaj Kaisa Hy.
=-=-=-=-=
Ache Lage Tum So Hum Ne Bata Diya
Nuqsan Yeh Hua K Tum Maghroor Hogay.
=-=-=-=-=
Wo Tha To Kahin Waqt Thehrta Hi Na Tha
Ab Waqt Guzrny Mein Bohat Waqt Lagta He
=-=-=-=-=
Baithe The Apni Masti Mein, Ke Achaanak Tadap Utthe
Aa Ke Tere Khayaal Ne Accha Nahi Kiya
=-=-=-=-=
Aansuon Ke Chalne Ki Awaz Nahin Hoti;
Dil Ke Tootne Ki Aahaat Nahin Hoti;
Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsaas;
To Use Dard Dene Ki Aadat Nehin Hoti!
=-=-=-=-=-=
Aapko Bhule Vo Nazar Kaha Se Layein;
Kisi Aur Ko Chahe Vo Jigar Kaha Se Layein;
Reh Nahi Sakte Aapke Bina;
Uff Bhi Na Nikle Vo Zehar Kaha Se Layein!
=-=-=-=-=-=
Aasuoo Ko Palko Me Laya Na Kijiye;
Dil Ke Baat Har Kisse Ko Bataya Na Kijye;
Mutthe Me Namak Lekar Gumte Hai Log;
Aapne Zhkhame Har Kise Ko Dikhaya Na Kijye!
=-=-=-=-=-=
Arman Koi Seene Mein Aag Laga Deta Hai;
Khwab Koi Akar Raaton Ki Neend Uda Deta Hai;
Punchta Hoon Jisse Bhi Manzil Ka Pata Ab To;
Vo Rasta Tere Ghar Ka Hi Bata Deta Hai!
=-=-=-=-=-=
Dard De Gaye Sitam Bhi De Gaye;
Zakhm Ke Sath Marham Bhi De Gaye;
Do Lafzo Se Kar Gaye Apna Mann Halka;
Aur Humein Kabi Na Rone Ki Kasam De Gaye!
=-=-=-=-=-=
Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya;
Khali Hi Sahi Hathon Mein Jaam To Aaya;
Main Hoon Bewaafa Sabko Bataya Usne;
Yun Hi Sahi Uske Labon Pe Mera Naam To Aaya!
=-=-=-=-=-=
Isi Se Jaan Geya Mein Ke Waqt Dhalney Lage;
Main Thakk Ke Chaaon Mein Betha To Pairr Chalne Lage;
Main De Raha Tha Saharey To Ik Hajoom Mein Tha;
Jo Gir Pada To Sabhi Raasta Badalney Lage!
=-=-=-=-=-=
Mujhe udaas dekhkar usne kaha,
Mere hote hue tumhe koi dukh nhi de skta;
`Phir aisa hi hua` zindgi mein;
Jitne dukh mile sab usi ne diye.
=-=-=-=-=-=
Jagmagaate Shehar Ki Raaniyon Mein Kya Na Tha;
Dhoondne Nikla Jisko Bus Wohi Chehra Na Thaa;
Hum Wahi Tum Bhi Wahi, Mausam Wahi Manzar Wahi;
Faansle Badh Jaaege Itne Kabhi Socha Na Tha!
Raaniyon = Livelyness
~ Ankur Karan Singh
=-=-=-=-=-=
Jo Teer Bhi Aata Vo Khaali Nahi Jaata;
Maayoos Mere Dar Se Savaali Nahi Jaata;
Are Kaante Hi Kiya Karate Hain Phoolon Ki Hifaazat;
Phoolon Ko Bachane Koi Maali Nahi Jaata!
=-=-=-=-=-=
Kabhi Ro Ke Muskuraye, Kabhi Muskura Ke Roye;
Jab Bhi Teri Yaad Aayi, Tujhe Bhula Ke Roye;
Ek Tera Hi To Naam Tha Jise Hazar Bar Likha;
Jitna Likh Ke Khush Hue Uss Se Jayada Mita Ke Roye!
=-=-=-=-=-=
Kahan Koi Aisa Mila Jis Pe Dil Luta Dete;
Har Ek Ne Dhokha Diya Kis-Kis Ko Bhula Dete;
Apne Dil Ka Dard Dil Hi Mein Dabaye Rakhe Hain;
Karte Bayan To Mehfil Ko Rula Dete!
=-=-=-=-=-=
Koi Kuch Bhi Na Kahay To Pata Kya Hai;
Is Bechain Khamoshi Ki Wajah Kya Hai;
Unhein Ja Key Koi Kahey Hum Ley Lenge Zehar Bhi;
Woh Sirf Yeh To Bata Dain Meri Khata Kya Hai!
=-=-=-=-=-=
Lipti Hai Mere Dil Se Kisi Raaz Ki Surat;
Woh Shakhs Ke Jis Ko Meraa Honaa Bhi Nahin Hai;
Yeh Ishq Mohabbat Ki Riwaayat Bhi Azab Hai;
Panaa Bhi Nahin Hai, Use Khonaa Bhi Nahin Hai!
=-=-=-=-=-=
Mere Dil Ka Woh Har Ek Dard Mitaane Vaala;
Aaj Khud Rooth Gayaa Hai Mujhko Manaane Vaala;
Koi Dekhe Na Humein Dekh Rahaa Hai Maalik;
Sabke Dil Mein Hai Woh Maujood Zamaane Wala!
=-=-=-=-=-=
Mohhabat Muqaddar Hai Ek Khawab Nahi;
Ye Woh Adah Hai Jisme Sab Kaamyaab Nahi;
Jinhe Panaah Mili Unhe Ungliyon Par Gin Lo;
Magar Jo Fanna Hue Unka Koi Hisaab Nahi
=-=-=-=-=-=
Fursat Mili Jab Humko To Tanhai Aa Gayi;
Ghum Bhi Aaya Saath Mein Ruswai Aa Gayi;
Inn Sab Se Milne Aankhon Se Aansu Bhi Aa Gaye;
Jab Yaad Mere Dil Ko Teri Judai Aa Gayi!
=-=-=-=-=-=
Na Zindagi Mili Na Wafa Mili;
Najaane Har Khushi Humse Khafa Mili;
Jhoothi Muskaan Liye Apne Gham Chhupaate Hain;
Sachi Mohabbat Karne Ki Bhi Kiya Khoob Saza Mili!
=-=-=-=-=-=
Pane Ki Aarzu Me Jiye To They Bahut;
Aansu Hi Na Nikle Roya To The Bahut;
Pal Bhar Ke Liye Unhe Aazmaya To Tha Bahut;
Apna Hi Na Bana Sake Jise Chaha Tha To Bahut!
=-=-=-=-=-=
Sakhat Rahon Mein Ab Asan Safar Lagta Hai;
Ab Anjan Ye Sara Hi Shehar Lagta Hai;
Koi Nahi Mera Zindagi Ki Rahon Mein;
Mera Ye Gum He Mera Humsafar Hai Lagta Hai!
=-=-=-=-=-=
Yun To Sadmo Mein Bhi Hans Leta Tha Main;
Aaj Kyu Bewajah Rone Laga Hun Main;
Barson Se Hatheliyan Khali Hi Rahi Meri;
Phir Aaj Kyu Lagaa Sab Khone Laga Hun Main!
=-=-=-=-=-=
Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut Hain;
Humdard Nahi Koi, Insan Bahut Hain;
Dil Ka Dard Sunaye To Sunaye Kisko;
Jo Dil Ke Kareeb Hain Wo Anjaan Bahut Hain!
=-=-=-=-=-=
Aao Kisi Shab Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho;
Meri Ragon Mai Zehar Judaai Ka Utarta Dekho;
Kis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda Se;
Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mai Sisakta Dekho!
=-=-=-=-=-=
Zindgi Ka Har Zakham Uski Mehrbani Hai;
Meri Zindgi To Ek Adhuri Kahani Hai;
Mita Deta Har Dard Ko Magar;
Ye Dard Hi To Uski Aakhri Nishani Ha!
=-=-=-=-=-=
Apno Ne Pyaar Mein Rula Diya;
Kya Hua Jo Kisi Aur Ke Liye Hume Bhula Diya;
Hum To Waise Bhi Akele The;
Kya Hua Jo Aapne Yeh Ehsaas Dila Diya!
=-=-=-=-=-=
Bina Bataye Usne Na Jaane Kyon Ye Doori Kardi;
Bhichhad Ke Usne Mohabbat Hi Adhuri Kardi;
Mere Mukaddar Mein Gham Aaye To Kya Hua;
Khuda Ne Uski Khwaish To Poori Kardi!
=-=-=-=-=-=
Dil Ke Dard Ko Chupana Jitna Mushkil Hai;
Toot Kar Fir Muskurana Utna Hi Mushkil Hai;
Kisi Ke Sath Door Tak Jao Aur Fir Dekho;
Ki Akele Laut Kar Aana Kitna Mushkil Hai!
=-=-=-=-=-=
Dum Labon Par Hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Yahi Behtar Hai Mera Haal Na Poocho Mujhse,..
Tum Mera Haal Haal Sunoge To Tardap Jaaoge,..
=-=-=-=-=-=
Ek Ajeeb Dastan Hai, Mere Afsaane Kee;
Maine Pal Pal Kee Kosish, Uske Pass Jaane Kee;
Naseeb The Meri Ya, Sazish Zamane Kee;
Door Hui Mujhse Utni, Jitni Umeed Thi Kareeb Aane Kee!
=-=-=-=-=-=
Hamare Liye Unke Dil Mein Chahat Na Thi;
Kisi Khushi Mein Koi Dawaat Nahi Thi;
Maine Dil Unke Kadmon Mein Rakh Diya;
Magar Unhein Zameen Dekhne Kee Aadat Nahi Thi!
=-=-=-=-=-=
Hum Tere Hijr Mein Andar Se Bikhar Jaate Hain;
Zinda Lagte Hain Magar Asal Mein Mar Jaate Hain;
Jab Kabhi Bolta Hai Hans Ke Kisi Aur Se Tu;
Kitne Khanjar Mere Seene Mein Utar Jaate Hain!
=-=-=-=-=-=
Jaane Lage Jab Wo Chhod Ke Daaman Mera;
Toote Hue Dil Ne Himaakat Kardi;
Socha Tha Ki Chhupa Lenge Gham Apna;
Magar Kambakht Ankhon Ne Bagawat Kar Di!
=-=-=-=-=-=
Har Phool Kee Ajab Kahani Hai;
Chup Rehna Bhi Pyaar Kee Nishani Hai;
Kahin Koi Zakhm Nahi Phir Bhi Kyon Dard Ka Ehsas Hai;
Lagta Hai Dil Ka Ek Tukda Aaj Bhi Uske Paas Hai!
=-=-=-=-=-=
Kabhi Aansu To Kabhi Khushi Dekhi;
Humne Aksar Mazboori Aur Bekasi Dekhi;
Unki Narazgi Ko Hum Kya Samjhe;
Humne To Khud Apni Taqdeer Kee Bebasi Dekhi!
=-=-=-=-=-=
Kabhi Ro Ke Muskraye, Kabi Muskura Ke Roye;
Uski Yaad Jab Bhi Aayi, Use Bhula Ke Roye;
Ek Uska Hi Naam Tha, Jise Hazar Bar Likha;
Jitna Likh Ke Kush Hue, Usse Jyada Use Mita Ke Roye!
=-=-=-=-=-=
Kahan Se Laun Hunar Use Manane Ka;
Koi Jawab Nahi Tha Uske Rooth Jane Ka;
Mohabbat Mein Saza Mujhe Hi Milni Thi;
Kyonki Jurm Maine Kiya Tha Usse Dil Lagane Ka!
=-=-=-=-=-=
Koi Mila Hi Nahi Jis Ko Wafa Dete;
Har Ek Ne Dhokha Diya Kis Kis Ko Saza Dete;
Yeh Hamara Zarf Tha Ki Khamosh Rahe Warna;
Daastan Sunate To Mehfil Ko Bhi Rula Dete!
=-=-=-=-=-=
Mil Bhi Jaate Hain To Katra Ki Nikal Jaate Hain;
Hai Mausam Kee Tarah Dost Badal Jaate Hain;
Hum Abhi Tak Hain Giraftar-E-Mohabbat Yaroo;
Thokaren Kha Ke Suna Tha Ki Sambhal Jaate Hain!
=-=-=-=-=-=
Na Wo Aa Sake Na Hum Ja Sake;
Na Dard Dil Ka Hum Kisi Ko Suna Sake;
Bas Khamosh Baithe Hain Unki Yaadon Mein;
Na Usne Yaad Kiya Na Hum Bhula Sake!
=-=-=-=-=-=
Pyaar Ne Yeh Kaisa Tohfa De Diya;
Mujhko Ghamo Ne Pathar Bana Diya;
Teri Yaadon Mein Hi Kat Gayi Umar Sari;
Aur Main Logon Se Kehta Raha Ki Tujhe Kab Ka Bhula Diya!
=-=-=-=-=-=
Rahega Ishq Tera Khaak Mein Mila Ke Mujhe;
Ki Ibtidaa Mein Hue Ranj Intihaa Ke Mujhe;
Diye Hain Hijar Mein Dukh Dard Kis Balaa Ke Mujhe;
Shab-E-Firaaq Ne Mara Litaa Litaa Ke Mujhe!
=-=-=-=-=-=
Takdeer Bata Tune Mujhko Kis Mod Pe Lake Chhod Diya;
Ek Mod Talak To Saath Diya Ek Mod Pe Lake Chhod Diya;
Khud Pyaar Kiya Khud Thukraya Phir Pyaar Bhara Dil Tod Diya;
Us Mod Talak To Saath Diya Is Mod Pe Lake Chhod Diya!
=-=-=-=-=-=
Tujh Ko Paa Kar Bhi Kabhi To Khona Tha;
Ye Hadsa Mere Saath Kabhi To Hona Tha;
Wo Tod Kar Aksar Dil Mera Fir Jodta Raha;
Jaise Main Uss Ke Haath Ka Koi Khilona Tha!
=-=-=-=-=-=
Zakham Aisa Diya Ki Koi Dawa Kaam Na Aayi;
Aag Aisi Lagai Ki Paani Se Bhi Bujh Na Paayi;
Aaj Bhi Rote Hain Hum Unki Yaad Mein;
Jo Chod Kar Chale Gaye Aur Unhe Hamari Yaad Tak Na Aayi!
=-=-=-=-=-=
Zuban Khamosh Aankhon Mein Nami Hogi;
Yahi Bas Meri Ek Dastan-E-Zindagi Hogi;
Bharne Ko Toh Har Zakham Bhar Jayega;
Kaise Bharegi Wo Jagah Jahan Teri Kami Hogi!
=-=-=-=-=-=
Ab Kahan Zarurat Hai,
Haathon Mein Patthar Uthaane Ki ‘Wasi’;
Todne Wale Toh
Dil Zubaan Se Hi Tod Diya Karte Hain!
=-=-=-=-=-=
Aaj Bhi Behta Hai Uska Diya Hua Zakham;
Main Chah Kar Bhi Use See Na Paaya;
Bas Kehne Ke Liye Hi Zinda Hun Main To Yaaro;
Par Marzi Ke Saath Kabhi Jee Na Paaya!
=-=-=-=-=-=
Aaj Bhi Soona Pada Hai Har Ek Manjar;
Tere Jaane Se Sab Kuch Veeran Lagta Hai;
Uss Raaste Pe Aaj Bhi Hum Teri Raah Dekhte Hain;
Jahan Se Tera Laut Aana Aasaan Lagta Hai!
=-=-=-=-=-=
Aankhon Mein Raha Dil Mein Utar Kar Nahin Dekha;
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahin Dekha;
Be-Waqt Agar Jaunga Sab Chaunk Padenge;
Ek Umar Hui Din Mein Kabhi Ghar Nahin Dekha!
=-=-=-=-=-=
Dil K Jazbon Ko Sanbhal Ke Rakho Sada;
Ye Mooti Wafa K, Inhen Rola Nahi Karte;
Chahat Ke Dareeche Bohat Anmool Hote Hain;
Har Kisi K Liye In Dareechon Ko Khola Nahi Kerte!
Search Terms : Very Very Sad Shayari, Very Sad Hindi Poetry, Very Sad 4 Lines Hindi Shayari, 4 Lines Shayari, Broken Heart Shayari To Girlfriend, Sad Mood Shayari By Boyfriend, Shayari When Cheating By Boyfriend or Girlfriend, Bewafai Shayari In Hindi, Tanhai Shayari, Ruswai Shayari, Dard Bhare Dil Ki Shayari, Dil Tut Jane Ke Baad Ki Shayari, Pyaar Mein Chot Khane Ke Bad Shayari, Udas Man Ki Shayari, Udas Dil Se Shayari, Shayari By Broken Heart, Love Triangle Shayari, Missing Girlfriend or Boyfriend Sher O Shayari, Mayusi Se Bhari Sher O Shayari, Best 4 Lines Hindi Shayari, Top Hindi Shayari In Sad Mood, Dil Ko Chhune Wali Shayri, Sad Feeling Shayari, Shayari When Missing Desperately Someone, Hindi Poetry In 4 Lines, Most Viewed Shayari 4 Lines, Most Liked Shayari, Best Collection Of Shayari, Best Ever Shayari, Dhari Bhari 4 Lines Hindi SHayari, Hindi Shayari 4 Lines, 4 Pankti Mein Shayari, Hindi 4 Lines Sher O Shayari, Sadest Shayari, Shayari By Sad Lovers, Sad Girlfriend Shayari, Sad Boyfriend Shayari, Sad SHayari for Wife, Sad Shayari For Husband, Sad Shayari For Ex Girlfriend, Sad Shayari For Ex GF, Sad Shayari For Ex Boyfriend, Latest Sad Shayari In Hindi, New 4 Lines Hindi Shayari, Sad Shayari To Post On Whatsapp, Sad Shayari To Send Girlfriend, Sad Shayari To Send Boyfriend, Shayari To Send Ex Lover, Best 4 Lines Shayari For Facebook, Sad Shayari 2015
Koi manzil nahi jachati safar accha nai lagta
Agar ghar laut bhi aau to ghar accha nahi lagta
Karu kuch bhi me ab duniya ko sab accha hi lagta hai
Mujhe kuch bhi tumhare bin magar accha nahi lagta
Wahan Na Phool khilte hain Na hi Mosam Badalte hain
Wahan to Kuch nahi hota jahan par TUM nahi hote
Yahan wese to Her Sogaat asani se milti hai,
Par Mera DIL Nahi lgta Jahan par TUM nahi hote…
Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
Dhund bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai
Saans Tham Jati Hai Par Jaan Nahi Jati
Dard Hota Hai Par Aawaz Nahi Aati
Ajib Log Hai Is Zamane Mein
Koi Bhul Nahi Pata Aur Kisi Ko Yaad Nahi Aati
Taras gaye hain apke didar ko,
Fir b dil aap ko hi
yaad karta hai,
humse khusnsib to apke ghar ka aina hai,
jo har roz apke husn ka didar to karta hai.
Tumhari yaad or baraf-bari ka mausam,
sulagta raha dil ke andar akeley,
Irada tha jee loon ga tujh se bichar ke,
Magar guzarta nahi ab December akeley..
Jaane Uss Shakhs Ko Kaisa Yeh Hunar Aata Hai;
Raat Hote He Ankhon Mein Utar Jaata Hai;
Mein Uski Yaad Se Nikloo, Toh Kahaan Jaun;
Woh Meri Soch Ki Har Dehlez Pe Nazar Aata Hai!
Jeene k lye dard ka samaan bohat hai,
Kuch roz se apna dil pareshan bohat hai,
Milte hain shabo-roz sabhi log hum se,
Aik tujh se mulakat ka arman bohat hai.
Dosti Ki Dastaan Jab Waqt Sunata Hai
Hame Bhi Koi Yaad Aata Hai
Bhool Jate Hai Jindgi Ke Sare Gamoo Ko
Jab Apke Saath Gujra Hua Pal Yaad Aata Hai.
Aye dil tu kyu rota hai use yaad karke,
Wo to chale gaye tujhe barbaad karke,
Ab wo tere nahi kisi aur ke hai,
Kya milega unke dar per baar-baar fariyad karke.
Jis Par Naaz Tha Mujhe Khuda Se bhi Zyada,
Wo Mera Pyaar Aaj Afsana Sa Ho Gaya,
Teri Yaadon Ko Is Tarah Kaid Kiya Khud Mein,
Dil, mera Dil Nahi Raha Ek kaidkhana Sa Ho Gaya.
Teri aarzo mein deewana ho gaye,
Tujhe apna banate-banate begane ho gaye,
Kar le ek baar yaad dil se mujhe,
Tere dil ki awaaz sune zamane ho gaye.
Kuch log yaado ko dil ki tasveer banate hai,
Dosto ki yaadon mein mehfil sajate hai,
Hum thode alag kism ke insaan hai jo kisi ko,
Yaad aane se pehle unko apni yaad dilate hai.
Riste nibhane ka andaz aana chahiye,
Yaad karne ka koi bahana aana chahiye,
Tum roj sms kare na kare aapko,
Par ek pyara sa sms aapki taraf se roj aana chahiye.
Soch kar uske baare mein muskarate hai ham,
Khud ko hi roz nayi kahani sunate hai ham,
Jab bhi yaad karte hai usko,
Saari duniya ko us waqt bhul jaate hai ham.
Kitna adhura lagta hai…
Jab badal ho aur barish na ho,
Jab zindagi ho aur pyaar na ho,
Jab aankhe ho aur khawab na ho,
Jab koi apna ho aur pass na ho,
Yaad Aa Rahe He Din Or Raat,
Karte The Jab Hum Aapki Baat.
Khush Ho Lete The Gam Bantkar,
Acha Lagta Tha Tab Tera Sath.
Shikayat hai aapse dil ki hamari,
Kya ab yaad nhi aati aapko hamari,
Bhul hi gaye hamein shayad aap,
Ya fir aap yaad karte the ye galatfaemi thi hamari.
Jab beete hue lamhon se mulaaqat hui.
Kucch toote hue sapno se baat hui.
Yaad jo karne baithe un tamaam lamhon ko,
To aapki yaadon se shuruaat hui.
Gamon Me Bhi Muskurana Chahta Hun Main,
Tumhe Bhulakar Nayi Duniya Basana Chahta Hun Main,
Magar Na Jane Queen Nikal Aate Hai Aansu
Jab Bhi TuMhe Bhulana Chahta Hoon Main…
Yaadon man teri yaad thi Kia yaad tha, kuch yaad nhi
Teri yaad main sab bhol gay Kia bhol gy kuch yaad nhi
Yaad ho tm, bs yaad ho tm Q yaad ho tm, kuch yaad nhi
Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezaar kyon hai.!
Jaane Uss Saks Ko Kaisa Yeh Hunar Aata Hai;
Raat Hote He Ankhon Mein Utar Jaata Hai;
Mein Uski Yaad Se Nikloo, Toh Kahaan Jaun;
Woh Meri Soch Ki Har Dehlez Pe Nazar Aata Hai!
Kitni jaldi mulaqat guzar jaati hai,
Pyaas bujhti nahin barsat guzar jaati hai.
Apni yaadon se keh do is tarah naa aaya kare,
Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai.
Is raat ki tanhai se, Is dard ki gehrai se,
Ye dil kuch baat ker raha hai,
Samjho in lafzon ki chuban ko,
Koi dil se tumhe yaad ker raha hai.
Kuch rishte iss jahan mein khas hote hai,
Hawa ke rukh se jinke ehsaas hote hai,
Yeh dil ki kashish nahi toh aur kya hai,
Door reh kar bhi woh dil ke kitne paas hote hai…
Hasin Palo ko Phir se aabad kar rahe the,
Chand se Aapki baate kar rahe the
Dil ko bada Sukun mila jankar
Ki Aap bhi hame hi Yaad kar rahe the…!!
Hume Jeene Nahi Deti Hai Ye Gujari Huyi yaadein
Ham Se Bhooli Nahi Jati Hai Ye Biti Huyi Baatein
Ab Kaise Kahein Ham Tum se Ye Dost Teri Baatein
Hame Har Pal Yaad aati Hai Teri Chhoti chhoti Baatein.
Wafao me itna aasar to aaye.
Jinhe dundti hai nigahe wo najar to aaye.
Ham pahuch jayege palak jhapkne se
pahle aapne yaad kiya hai ye khabar to aaye.
Kisi ke Deedar k liye Dil tarasta hai,
Kisi k Intzar mein Dil Tarapta hai,
Kya kahein iss Dil-E-NADAN ko?
Jo apna ho kar kisi aur k liye Dharakta hai…
Hone ko is shehr mein kya kya nhi hota
Hairat hai k ik shakhs humara nahi hota
Jab uski achcchi guzarti hai bin hamare,
To kyon hamara uske bin guzara nahi hota
Dil se tera Khayal na jaaye to main kya karoon?
Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karoon?
Hasrat ye hain ke ek nazar dekhloon tujhko…
Magar Qismat wo lamha na laaye to main Kya karoon?
Aap se milne ka maan kar raha hai,
Maan ko samjaya to dil keh raha hai,
Dil ko bataya to ankhe ro padi,
Unhe chup kar diya to saanse bol padi.
Kyon tujhi ko dekhna chahati hain meri aankhein,
Kyon khamoshiyaan karti bas hain teri baatein,
Kyon itna chahane laga hoon tujhko main,
Ki taare ginte huye kat-ti hain meri raatein
Tera khayal teri baat sath chalti hai,
Yeh kaaynat mere sath sath chalti hai,
Tamaam umar ka milna koi bhula bhi de,
Magar woh pehli mulaqaat sath chalti hai,
Bichadne lagta hai jab akhri musafir bhi,
To ek mauj-e-khayalat sath chalti hai,
Yeh kaisi raah pe dala hai waqt ne mujhko,
Na koi din na koi raat sath chalti hai,
Bohat aziz hai ankhon ko aansuon ki jhadi,
Koi bhi rut ho yeh barsaat saath chalti hai.
Bohat udaas hai koi shakhs tere jaane se,
Ho sake to laut aa kisi bahaane se,
Tu laakh khafa sahi magar ik baar to dekh,
Koi toot gaya hai tere door jaane se
Apni Zat Se Nikal Kr Tujhe Tanha Chahon,
Malum Tujhe Bi Na Ho Tujhe Itna Chahon,
Meri Har Saans Amanat Hai Teri,
Ab Tu Hi Bata Or Tujhe Kitna Chahon
Yaad aati hai to zara kho jaate hai,
AAnshu aankhon main utar aaye to zara ro lete hai,
Neend to nahi aati aankhon main lekin,
Wo khawabon main aayenge yahi soch kar so lete hai
Tumse doori ka ahsaas sataane laga,
Tere saath gujara har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki ae dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga
Khwaab aankhon se gire aansu me dhal kar,
Dam armaano ne toda dam machal-machal kar,
Meri kismat me judaai likhi thi,
Warna har kadam rakha tha
Sambhaal-sambhaal kar
Waqt guzar raha tha,
Par saanse thami si thi,
Muskura rahe they hum,
Aankho mein nami si thi,
Saath mere yeh jahaan tha saara,
Par na jaane kyon kisiki kami si thi.
Ankhon Ki Zuba Ko Samajh Nahi Pate
Hont Hain Magar Kuch Keh Nahi Pate..
Apnay Dil Ki Bebasi Kis Tarah Kahen Hum
Koi Hey Jiske Bagher Hum Reh Nahi Pate..!!
Shikayat na karta zamane se koi,
Agar maan jata manane se koi,
Kisi koh phir yaad na karta koi,
Agar bhool jaate bhoolane se koi.
Yaadon ko teri hamne khone na diya,
Ghamo ne bhi chup hone na diya,
Aankhein to aaj bhi bhar aayi teri yaad mein,
Par teri di hui kasam ne hamein rone na diya.
Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai,
Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai,
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,
Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai,
Jab tez hawayein chalti hai to jaan hamari jati hai,
Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai.
Aap ka ashiyana dil mein basaya hai,
Apki yadon ko seene se lagaya hai,
Pata nahi yaad aapki hi kyon aati hai,
Dost to hamne auron ko bhi banaya hai.
Logon Ki Bheed Mein Toh Maloom Nahi Hota,
Magar Tanhai Mujhe Bahut Sata Jaati Hai,
Aap Toh Aate Nahi Ho Bulaane Par Bhi,
Aapki Yaad Na Jaane Kyu Chali Aati Hai.
Aksar gumsum rehnewala nagma hu main,
Aapki yaado me rehnewala lamha hu main,
Aap meri jaan ho to ek baat batao,
Aapke hote huye bhi kyu tanha hu main.
Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai,
Aise hi Mohabbat ki shuruwat hoti hai,
Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum,
Pata nahi kab din kab raat hoti hai.
Aapko bhul jaye wo nazar kaha se laye,
Kisi aur ko chah le woh jigar kaha se laye,
Nahi reh sakte aap ke bina,
Uff bhi na nikle wo Zeher kaha se laye..