Hindi Shayari Dil Se

Hindi Shayari Pictures, Love Shayari, Romantic Shayari, Pyar Shayari, Mohabbat Shayari, Dosti Shayari, Sad Shayari, Dardbhari Shayari, Bewafai, Tanhai, Judai, Yaadein Shayari, Suvichar Shayarihindi poetry picture

I Love You Shayari In Hindi Picture – Most Romantic Love Poetry For Girlfriend, Boyfriend, Love Partner

I Love You Shayari Wallpaper - Most Romantic Love Sher O Shayari Hindi Poetry Picture For Girlfriend Boyfriend Lover

 

I Love You Hindi Shayari Picture – Most Romantic Love Poetry  In Hindi For Girlfriend, Boyfriend, Love Partner : 

 

Teri Hasti Se Teri Zaat Se Khushboo Aaye,
Tu Jo Bole To Teri Baat Se Khushboo Aaye,

 

Tujhko Dekhun To Meri Aankh Mehak Si Jaye,
Tujhko Sochun To Khyalaat Se Khushboo Aaye,

 

Tu Chameli Hai, Nargis Hai, Ya Raat Ki Rani,
Tujhko Chhu Lun To Mere Haath Se Khushboo Aaye.

 

<<< Hindi Shayari Dil Se – Top 50 Most Romantic Hindi Love Shayari To Impress Your Lover Girlfriend Or Boyfriend >>>

<<< Missing You Shayari – Top 50 Best Miss U Sher O Shayari, Yaad Shayari For Girlfriend And Boyfriend >>>


Best Ever Missing You Shayari Picture – Yaad Hindi Poetry After Breakup When Missing Girlfriend

Dard bhari Shayari Picture judai ke baad - after breakup when missing someone image shayari

 

Best Ever Missing You Shayari Picture – Yaad Hindi Poetry After Breakup From Boyfriend When Missing Girlfriend (GF) : 

 

Na Jaane Kyun Tera Milkar Bichadna Yaad Aata Hai,

Main Ro Padta Hoon Jab Guzra Zamana Yaad Aata Hai,

Nahi Bhoola Hoon Main Ab Tak Tujhe O Bhoolne Waale,

Bata Tujh Ko Bhi Kya Mera Fasana Yaad Aata Hai.

 

<<< Hindi Shayari Dil Se – Top 50 Missing You Shayari Yaad Shayari For Girlfriend And Boyfriend >>>

Hindi Shayari Dil Se © 2015